Kya Hua Tera Wada Lyrics | Hum Kisi Se Kam Nahin



Kya hua tera wada woh kasam woh iraada - 2
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga
Kya hua tera wada woh kasam woh iraada

Bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakri din hoga

Yaad hai mujhko tune kaha tha
Tumse nahi ruthenge kabhi
Dil ki tarah se haath mile hain
Kaise bhala chootengey kabhi
Meri baahon mein beeti har shaam
bewafa yeh bhi kya yaad nahin

Kya hua tera wada woh kasam woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera wada woh kasam woh iraada

O kehne waaley mujhko farebi
Kaun farebi hai yeh bata
Woh jisne gham liya pyaar ke khaatir
yah jisne pyaar ko bech diya
Nasha daulat ka aisa bhi kya
k tujhe kuch bhi yaad nahi

Kya hua tera wada woh kasam woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga

Kya hua tera wada woh kasam woh iraada
Woh kasam....

Post a Comment

Thank You for Your Feedback.

Previous Post Next Post